Aaja Aaja-Sanam

Aaja Aaja

歌手:Sanam

专辑:Sanam Puri

时间:2019-05-30

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Aaja Aaja - Sanam

Jisko chaahe dekhun

Tujhsa dikhta hai thoda thoda

Main khudse yeh puchun

Kyun khwabon khayalon mein khoya raha

Jaaga raha ya soya raha

Tu hai meri

Main hoon tera

Aaja aaja aaja

Tu hai meri

Main hoon tera

Toh aaja aaja aaja

Bas tujhe tujhse chura loon

Ke tu hai mere liye

Main tujhe yeh samjha loon

Ke main hoon tere liye

Teri inn aankhon pe

Zindagi bhar kuchh likhta rahun

Teri saanson se

Aise har din main jeeta rahun

Tu hai meri

Main hoon tera

Toh aaja aaja aaja

Tu hai meri

Main hoon tera

Toh aaja aaja aaja

展开显示全部歌词