Roobaroo-Kanika

Roobaroo

歌手:Kanika

专辑:Roobaroo

时间:2026-06-12

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Khoye khoye se dil mein meri khoyi khoyi sii khwahishein

Behki behki fizaon mein khushboo si ghuli hai saazishein

Shaamein, shaamein, tujh mein dhalti meri shaamein

Dil ki baatein kehte zubaan ladkhadaaaaaye

Aaye jaaye, mujhko dekh muskaaye

Mere khwaabon mein bas main aur tu

Tu, tu, roo, roobaroo

(Main aur) tu, tu, roobaroo

(Main aur) tu, tu, roo, roobaroo

(Main aur) tu, tu, roobaroo

Baithe baithe jahan main dekhoon bas tera hi khumaar hai

Phoolon si khilli hai yeh zindagi jo tu deedar hai

Shaamein, shaamein, tujh mein dhalti meri shaamein

Dil ki baatein kehte zubaan ladkhadaaaaaye

Aaye jaaye, mujhko dekh muskaaye

Mere khwaabon mein bas main aur tu

Tu, tu, roo, roobaroo

(Main aur) tu, tu, roobaroo

(Main aur) tu, tu, roo, roobaroo

(Main aur) tu, tu, roobaroo

展开显示全部歌词