Saagar Jaisi Aankhonwali (From

Saagar Jaisi Aankhonwali (From"Saagar")

歌手:Kishore Kumar

时间:2023-04-14

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Saagar Jaisi Aankhonwali (From"Saagar") - Kishore Kumar/R. D. Burman

Written by:Javed Akhtar/Rahul Dev Burman

Chehra hai ya chand khila hai

Zulf ghaneri shaam hai kya

Saagar jaisi aankhon waali

Ye to bata tera naam hai kya

Chehra hai ya chand khila hai

Zulf ghaneri shaam hai kya

Saagar jaisi aankhon waali

Ye to bata tera naam hai kya

Arre tu kya jaane teri khatir

Kitna hai betaab ye dil

Tu kya jaane dekh raha hai

Kaise kaise khwaab ye dil

Dil kehta hai tu hai yahaan to

Jaata lamha tham jaaye

Waqt ka dariya behte behte

Is manzar mein jam jaaye

Tune deewana dil ko banaaya

Is dil par ilzaam hai kya

Saagar jaisi aankhon waali

Ye to bata tera naam hai kya

Ho aaj main tujhse door sahi

Aur tu mujhse anjaan sahi

Tera saath nahi paun to

Khair tera armaan sahi

La la la la la la la la

La la la la la la la la

La la la la la la la la

Ho ye armaan hai shor nahi ho

Khamoshi ke mele ho

Is duniya mein koi nahi ho

Hum dono hi akele ho

Tere sapne dekh raha hoon

Aur mera ab kaam hai kya

Saagar jaisi aankhon waali

Ye to bata tera naam hai kya

Chehra hai ya chand khila hai

Zulf ghaneri shaam hai kya

Saagar jaisi aankhon wali

Ye to bata tera naam hai kya

展开显示全部歌词