Tere Naina Maar Hi Daalenge-Shaan

Tere Naina Maar Hi Daalenge

歌手:Shaan

时间:2013-12-24

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Tere Naina Maar Hi Daalenge - Shaan/Shreya Ghoshal

Tere naina bade qaatil maar hi daalenge

Tere naina bade qaatil maar hi daalenge

Qaatilana qaatilana adaa se ek din is dil ko

Hansayenge rulayenge maar hi daalenge

Tere naina naina

Tere naina naina

Kaatilana bade naina naina

Tere naina naina

Tere naina naina

Kaatilana bade naina naina

Qaatilana kaatilana adaa se ek din is dil ko

Hansayenge rulayenge maar hi daalenge

Tere naina bade qaatil maar hi daalenge

Ga ma pa sa sa

Ga ma pa sa re

Ga ma pa sa sa

Ni sa re re

Shararat naina karte hain

Tadapna dil ko padta hai

O dheere-dheere haule-haule

Silsila bhi badhta hai

Teri yaadon ki garmi se

Mera lamha pighalta hai

Dard ko teri baahon mein

Bada aaraam milta hai

Bada aaraam milta hai

Qaatilana adaaon se ek din is dil ko

Hansayenge rulayenge maar hi daalenge

Tere naina bade kaatil maar hi daalenge

Naina kaatilana bade kaatilana naina re

Tore naina

Tere ehsaas ki khushboo

Meri saanson mein behti hai

Tere deedar ki khwaahish

Mujhe din raat rehti hai

Tere aane ki aahat se

Machalte hain mehakte hain

Bichhadte hain to har lamha

Teri hi raah takte hain

Teri hi raah takte hain

Kaatilana adaaon se ek din is dil ko

Hansayenge rulayenge maar hi daalenge

Tere naina bade kaatil maar hi daalenge

Tere naina naina

Tere naina naina

Kaatilana bade naina naina

Tere naina naina

Tere naina naina

Kaatilana bade naina naina

Tere naina naina

Tere naina naina

Kaatilana bade naina naina

Tere naina naina

Tere naina naina

Kaatilana bade naina naina

展开显示全部歌词