Sher Aaya Sher-Ranveer Singh

Sher Aaya Sher

歌手:Ranveer Singh

时间:2019-03-31

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Sher Aaya Sher - Ranveer Singh

Sher ki zubani

Sun ye shehar ki kahani

Yahan rap nahi hota

Tere wahem ko bhagadi

Ladkiyan na gaadi

Apni alag hai abaadi

Asal rap ka ye jwala

Tere aathma mein jagadi

Kyuki farak hai

Tujhe chhedne ki talab hai

Tu nakli wala marad hai

Mardaangi pe kalank

Hawainiyat ki shakal

Jitni tujh mein garmi usse zyada

Garam mera kalam

Kyu itna besharam

Kya kaam ka wo ajj

Jis mein tera kal nahi

Kya kaam ka wo kaam

Jisme tu safal nahi bal nahi

Dimaag ki zarurat

Tere bhai ki hukumath

Sachai ki ye surat

Bhaag bhaag bhaag

Aya sher aaya sher

Bhaag bhaag bhaag

Aya sher aaya sher

Bhaag bhaag bhaag

Aya sher aya sher

Sachai ki ye lehar

Har mauhalle mein kehar

Dadagiri bandh kar

Tu chal tho sambalkar

Khudko tu dhoond ke

Tu usko amal kar

Nakli guroor usko masalkar

Nakli wajood usko kuchalkar

Zara kam kar shaanegiri kam kar

Zara kam kar ye lukhegiri kam kar

Thanda kar jo bhukhar

Tere sar par kam kar

Guroor ye khatam kar

Zara kam kar shangiri

Kam kar zara kam kar

Ye lukhe giri kam kar

Thanda kar jo bhukhaar

Tere sar par kam kar

Gurur ye khatam kar

Bhaag bhaag bhaag

Aya sher aaya sher

Bhaag bhaag bhaag

Aya sher aaya sher

Bhaag bhaag bhaag

Aya sher aya sher

Sachai ki ye leher

Har mauhalle mein kehar

Bhaag bhaag bhaag

Aya sher aaya sher

Bhaag bhaag bhaag

Aya sher aaya sher

Bhaag bhaag bhaag

Aya sher aya sher

Bhaag bhaag bhaag

展开显示全部歌词