Marzi (Explicit)-Karun

Marzi (Explicit)

歌手:Karun

时间:2022-04-01

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Kaisi paheli hai ye

Mujhse na bhujti jaana

Raatein akeli hain ye

Bin tere kat ti jaana

Zindagi meri ik gaana

Aake mere sath tu gaana

Vaada vaada sath tha nibhana

Main chala tu bhaagti kyu jaana

Na sun sake tu

Na main sun saku

Bas khuda ki marzi ko dekh kar chalu main

Tu chali kahin aur

Main chalu

Khud se joojta apne mann ki dhun banu

Basabar kabhi kabhi na tham saku

Lafzon se apni zindagi chunu

Tu sabar toh tere ban saku junoon

Jeene de sake toh jeene de sakoon

Zindagi hoon main

Aur Zindagi hai tu

Raazi tu toh main raazi

Rakshak hoon main hoon main Kaabi

Duniya ke taale ki chaabi

Tera gaaya mujhko jo bhaa gaya

Peeche chala main tera zariya ban gaya

Tujhse bas thoda aage chal gaya

Chah raha tha jo main sach mein ban gaya

Chal sake toh main chalne dunga ise

Prashno ko humare halne dunga

Chal raha hai kya, jag se poocha

Din ke jaise tujhe jagne dunga

Kami hai kya mujhme, bata toh

Tere khone na ki mujhko wajah do

khaamiyo ko meri tum sajaa do

Ter kaamoshi ko na main ab sazaa du

Bekhabar hoon main khafaa hoon

Bandi jaise tujhko bajaa doon

Samay si tu main nasha hoon

Tere sar pakadne ki woh wajah hoon

Kyun mein hosh mein na, bata doon

Ek aakhri baar hi tujhe hassa doon

Main phassa hoon

Do I know I'm crazy? Yes I do

Kaisi paheli hai ye

Mujhse na bhujti jaana

Raatein akeli hain ye

Bin tere kat ti jaana

Zindagi meri ik gaana

Aake mere sath tu gaana

Vaada vaada sath tha nibhana

Main chala tu bhaagti kyu jaana

展开显示全部歌词