
在手机上保存,获得更好体验
Kaise batayein tumhein, aur kis tarah yeh
Kitna tumhein hum chahte hain
Saaya bhi tera dikhe, to paas jaake
Usmein simat hum jaatay hain
Raasta tumhi ho, rehnuma tumhi ho,
Jiski khwahish hai humko, woh panah tumhi ho,
Tumhi ho, beshumaar, tumhi ho
Tumhi ho mujh mein haan, tumhi ho