
时间:2026-06-30
在手机上保存,获得更好体验
Seene mein ek dil hai, dil mein hai dhadkan
Hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
Haan seene mein ek dil hai, dil mein hai dhadkan
Seene mein ek dil hai, dil mein hai dhadkan
Us dhadkan mein tum ho, sun meri jaanam
Tere bin jee nahi paaunga
Tere bin mar hi jaaunga
Tere bin jee nahi paaunga
Tere bin mar hi jaaunga
Mahiya ve
Mahiya ve, mahiya ve
Seene mein ek dil hai, dil mein hai dhadkan
Khwaabon khayaalon mein mere tum hi tum rehte ho
Banke lahoo mere jigar mein tum hi tum behte ho
Aas meri tum ho jaanu, pyaas meri tum ho
Meri zindagi mein sabse khaas ek tum ho
Tere sang pyaar nibhaaunga
Tujh par jaan lutaaunga
Tere sang pyaar nibhaaunga
Tujh par jaan lutaaunga
Mahiya ve
Mahiya ve, mahiya ve
Waada kiya hai tumse maine, khaayi hai pyaar ki kasmein
Milne se nahi rok sakengi duniya ki yeh rasmein
Pyaar ki in raahon pe mere saath saath chalna
Badle saara zamaana par tum nahi badalna
Kabhi tera dil na dukhaaunga
Hamesha tumko hasaaunga
Kabhi tera dil na dukhaaunga
Hamesha tumko hasaaunga
Mahiya ve
Haan seene mein ek dil hai, dil mein hai dhadkan
Seene mein ek dil hai, dil mein hai dhadkan
Us dhadkan mein tum ho, sun meri jaanam
Tere bin jee nahi paaunga
Tere bin mar hi jaaunga
Tere bin jee nahi paaunga
Tere bin mar hi jaaunga
Mahiya ve
Mahiya ve, mahiya