Meri Ek Ada Shola-SANDEEP VYAS

Meri Ek Ada Shola

歌手:SANDEEP VYAS

专辑:Kidnap

时间:2008-10-08

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Meri Ek Ada Shola - SANDEEP VYAS

Written by:Pritam

Loot le dil

Beech mehfil

Hum to aise hain baimaan

Meri ek ada shola

Meri ek ada shabnam

Meri aankhon mein har dam

Har pal hai ek toofan

Abhi door se hain dekha

Kabhi paas mere to aa

Phir dekh mera jalwa

Koi mujh sa hai kahaan

Yaaron ki mehfil mein

Yaar aaye hain

Dil ko churaane

Dil daar aaye hain

Mauka hai ek pal hai

Pal bhar ka samaa

Is pal mein ban jaaye

Koi dastaan

Loot le dil

Beech mehfil

Hum to aise hain baimaan

Meri ek ada shola

Meri ek ada shabnam

Meri aankhon mein har dam

Har pal hai ek toofan

Ishq bin jeena hai kya

Ishq bin marna hai kya

Ishq hi to haqeekat hai

Ishq bin varna hai kya

Ishq bin jeena hai kya

Ishq bin marna hai kya

Ishq hi to haqeekat hai

Ishq bin varna hai kya

Ishq sab hai ishq rab hai

Ishq hai mera khuda

Meri ek ada shola

Meri ek ada shabnam

Meri aankhon mein har dam

Har pal hai ek toofan

Haad sa aisa ik

Ho gaya hai yahaan

Jo hain anjaan

Honge vo yuh hairaan

Aankh se jaise kaajal

Churaa le koi

Aur badle mein

Bas ik dua de koi

Haan dua de koi

Khush raho khush raho

Khush raho khush raho

Rab karam ye kare

Rab karam ye kare

Jo ho apne tumhaare

Naa woh gam kare

Naa paraaya koi

Aankh ko nam kare

Ho sake to zara

Tum bhi karlo dua

Tum bhi karlo dua

Ho sake to zara

Vo mile jiske haathon mein

Meri jaan hai

Hum ne ki dua

Lo ye ki dua

Hum ne ki dua hai

Haath yuh utha

Sar bhi hai jhuka

Hum ne ki dua hai

Mohabbat sab ne ki hogi

Ishq bin jeena hai kya

Mohabbat apni alag hai

Ishq bin marna hai kya

Main kya kya kar jaaoonga

Yeh to bas ek jhalak hai

Ishq bin varna hai kya

Loot lu dil

Beech mehfil

Bach ke jaaega tu kahaan

Toofaan utha dhoora

Main kya lagaa dunga

Tu hai kya

Main teri

Pehchaan mitaa dunga

Abhi door se hain dekha

Kabhi paas mere to aa

Phir dekh mera jalwa

Koi mujh sa hai kahaan

展开显示全部歌词