Woh Pehli Baar (From

Woh Pehli Baar (From"Pyaar Mein Kabhi Kabhi")

时间:2015-03-30

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Woh Pehli Baar (From"Pyaar Mein Kabhi Kabhi") - Vishal Dadlani/Shiraz/Samrat/Shaan

Woh Pehli Baar Jab Hum Mile

Haathon Mein Haath Jab Hum Chale

Ho Gaya Ye Dil Deewana

Hota Hai Pyaar Kya Isne Jaana

Teri Aankhon Mein Jannat Basake Chala

Teri Zulfon Ki Chhaaon Mein Chalta Chala

Tere Neinon Mein Chein Tere Labh Pe Khushi

Tujhko Hi Main Mohabbat Bana Ke Chala

Woh Pehli Baar Jab Hum Mile

Haathon Mein Haath Jab Hum Chale

Ho Gaya Ye Dil Deewana

Hota Hai Pyaar Kya Isne Jaana

Teri Aankhon Mein Jannat Basake Chala

Teri Zulfon Ki Chhaaon Mein Chalta Chala

Tere Neinon Mein Chein Tere Labh Pe Khushi

Tujhko Hi Main Mohabbat Bana Ke Chala

Woh Pehli Baar Jab Hum Mile

Ho Gaye Shuru Ye Silsile

Ho Gaya Ye Dil Deewana

Hota Hai Pyaar Kya Isne Jaana

Khilti Kaliyon Mein Dhoondhoon Bas Tere Nishaan

Main Na Jaanoon Hai Aakhir Ye Kya Karvaan

Tujhe Dekhoon To Aaye Labh Pe Khushi

Khuda Na Kare Ho Kabhi Dooriyaan

Woh Pehli Baar Jab Hum Mile

Haathon Mein Haath Jab Hum Chale

Ho Gaya Ye Dil Deewana

Hota Hai Pyaar Kya Humne Jaana

Ho Gaya Hoon Paagal Ab Tere Liye

Tere Bin Dil Bechara Ye Kaise Jiye

Maine Khoke Hai Chein Paayi Tujh Mein Khushi

Tu Bani Jaanejaana Meri Zindagi

Woh Pehli Baar Jab Hum Mile

Haathon Mein Haath Jab Hum Chale

Ho Gaya Ye Dil Deewana

Hota Hai Pyaar Kya Humne Jaana

Woh Pehli Baar Jab Hum Mile

Haathon Mein Haath Jab Hum Chale

Ho Gaya Ye Dil Deewana

Hota Hai Pyaar Kya Humne Jaana

Woh Pehli Baar Jab Hum Mile

展开显示全部歌词