
在手机上保存,获得更好体验
Madam ji! Aapki ye jo no-filter waali smile hai,
Sacchi kahoon to isne udaya mera har peace aur mind hai.
Suit patiala mein tum lagti ho poori kayamat,
Tumhein roz dekhna ab ban gayi hai meri aadat.
Duniya mein hongi laakhon haseenon ki kataren,
Par bhai ka ye dil to bas tujhpe hi haare!
O meri baby, o meri sona... Ab door kabhi na hona,
Tere is pyaar mein kho ke, mujhe chain se hai ab sona.
Duniya shor machati rahe, hamein to bas saath chalna hai,
Haathon mein haath leke tere, ab har ek din dhalna hai.
Haan... Meri baby meri sona!
Instagram pe jo tum roz nayi reels lagati ho,
Bina kuch bole hi tum, laakhon dil dhadkati ho.
Late reply karne ki tumhari aadat thodi mess hai,
Par jo bhi hai baby, tumhara hi is dil pe obsession hai.
London-Paris kya, main tumhein poori duniya ghuma doonga,
Jo maangogi tum, wo sab tumhare kadmon mein la doonga.
Yo... Madam ji zara meri baat pe dhyaan do,
Is seedhe-saadhe aashiq ko apna thoda sa pyaar do!
DM mein tumhare roz ladkon ka mela hai,
Par jo dil se chahe tumhein, wo bhai akela hai.
Gaadi mein bass full, life apni poori set hai,
Bas tumhari entry ka meri life mein let hai!
Zyaada nakhre mat dikhao, ab seedhe mudde pe aao,
Reels ka ye drama chhodo, apni location bhijwaao!
Haan, apni location bhijwaao!
O meri baby, o meri sona... Ab door kabhi na hona,
Tere is pyaar mein kho ke, mujhe chain se hai ab sona.
Duniya shor machati rahe, hamein to bas saath chalna hai,
Haathon mein haath leke tere, ab har ek din dhalna hai.
Maan bhi jao ab, meri baby meri sona!
Saurabh Gupta!
Branded Music!