Jabse balam ghar aaye-Lata Mangeshkar
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Jabse balam ghar aaye - Lata Mangeshkar/Shankar-Jaikishan

Jab se balam ghar aaye

Jiyara machal-machal jaaye

Jab se balam ghar aaye

Jiyara machal-machal jaaye

O dil ne dil se kaha tha fasana

Dil ne dil se kaha tha fasana

Laut aaya hai guzra zamana

O laut aaya hai guzra zamana

Kushiyaan saath-saath laaye

Jiyara machal-machal jaaye

Jab se balam ghar aaye

Jiyara machal-machal jaaye

O la ke aankhon se dil mein bithaoon

La ke aankhon se dil mein bithaoon

Muskura ke sitaare lutaoon

O muskura ke sitaare lutaoon

Asha jhoom-jhoom gaaye

Jiyara machal-machal jaaye

Jab se balam ghar aaye

Jiyara machal-machal jaaye

O din hain apne mohabbat jawaan hai

Din hain apne mohabbat jawaan hai

Unse abaad mera jahaan hai

O unse abaaad mera jahaan hai

Man ke chor chale aaye

Jiyara machal-machal jaaye

Jab se balam ghar aaye

Jiyara machal-machal jaaye

Jab se balam ghar aaye

Jiyara machal-machal jaaye

展开显示全部歌词