Bechain Umangon Ko (Album Version)-Ashok Khosla

Bechain Umangon Ko (Album Version)

歌手:Ashok Khosla

时间:1998-01-01

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Bechain Umangon Ko (Album Version) - Ashok Khosla

Written by:Ashok Khosla/Qateel Shifai

Bechain umangon ko

Bechain umangon ko behla ke chale jaana

Bechain umangon ko behla ke chale jaana

Hum tum ko na rokenge

Hum tum ko na rokenge bas aake chale jaana

Bechain umangon ko behla ke chale jaana

Milne ko na aaye tum thi koan si majboori

Milne ko na aaye tum thi koan si majboori

Milne ko na aaye tum thi koan si majboori

Juta koi afsana dohrake chale jaana

Juta koi afsana dohrake chale jaana

Jo aag lagi dil mein woh sard na pad jaaye

Jo aag lagi dil mein woh sard na pad jaaye

Jo aag lagi dil mein woh sard na pad jaaye

Bujate huye sholo ko bhadka ke chale jaana

Bujate huye sholo ko bhadka ke chale jaana

Ujadi nazar aati hain zazbaat ki hariyaali

Ujadi nazar aati hain zazbaat ki hariyaali

Ujadi nazar aati hain zazbaat ki hariyaali

Tum is pe koi saawan barsa ke chale jaana

Tum is pe koi saawan barsa ke chale jaana

Hum tum ko na rokenge

Hum tum ko na rokenge bas aake chale jaana

Bechain umangon ko behla ke chale jaana

Bechain umangon ko behla ke chale jaana

展开显示全部歌词