Zara Sa-KK
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Zara Sa - K K/Pritam (披淡·查克拉波蒂)

Zara si dil mein de jagah tu

Zara sa apna le bana

Zara sa khwabon mein saja tu

Zara sa yaadon mein basa

Mein chahun tujhko meri jaan bepanaah

Fida hoon tujhpe meri jaan bepanah

Woo woo woo woo

Zara si dil mein de jagah tu

Zara sa apna le bana

Zara sa khwabon mein saja tu

Zara sa yaadon mein basa

Main tere main tere

Kadmo mein rakh du yeh jahaan

Mera ishq deewangi

Woo

Hai nahi hai nahi aashiq koi mujhsa tera

Tu mere liye bandagi

Mein chahun tujhko meri jaan bepanaah

Fida hoon tujhpe meri jaan bepanah

Woo woo woo woo

Zara si dil mein de jagah tu

Zara sa apna le bana

Zara sa khwabon mein saja tu

Zara sa yaadon mein basa

Keh bhi de keh bhi de dil mein tere jo hai chupa

Khwaish hai jo teri

Woo

Rakh nahi rakh nahi parda koi mujhse aye jaan

Kar le tu mera yakeen

Mein chahun tujhko meri jaan bepanaah

Fida hoon tujhpe meri jaan bepanah

Woo woo woo woo

Woo woo woo woo

展开显示全部歌词