Kya Se Kya Ho Gaya - Raghav
Written by:Windel B Edwards/Ricardo Lloyd/Johnson Jr
Ahhh ohhhh
Usne kahaa
Tu hi mera dil meri jaan ve
Sab kuchh tera
Meri manzil wahin jahaan tu ruke
Kaise huaa ek shamma ke hum parwane bane
Kya ho gaya tinke ki tarah yun beh nikle
Raaton baaton baaton mein neendo ko chooraya
Din ke ujiyare mein maine dil haara
Ooska bankar sub kuchh kho kar
Kuch nahi paya
Haay ye kya ho gaya dil ko chura kar
Apna banakar
Ohh hoho
Kya se kya ho gaya
Mujhko sata kar sudh budh gawaa kar
Kya se kya ho gaya
Ahhh ohhh
Ahhh ohhh yeah
Ahhh ohhh
Main toh doob gaya
Unn sagar jaisi aankhon mein
Yonhi kho gaya uski bhool
Bhulaiyan baaton mein
Laakhon hai ye taare aasmaan mein
Tujh pe dil haare sabhi khoke
Raaton baaton baaton mein
Neendo koi churaya
Din ke ujiyare mein
Maine dil haara
Uska bankar sub kuchh kho kar
Kuch nahi paya
Haay ye kya ho gaya
Dil ko chura kar apna bana kar
Ohh hoho kya se kya ho gaya
Mujhko sata kar sudh budh gawaa kar
Kya se kya ho gaya
Dil ko chura kar apna bana kar
Ohh hoho kya se kya ho gaya
Mujhko sata kar sudh budh gawaa kar
Kya se kya ho gaya
Ahhh ohhhhh
Ahhhh ohhh
Ahhhh ohhh
Ahhhh
Kya se kya ho gaya
Kya se kya ho gayaa
Hooo heyy