
在手机上保存,获得更好体验
Ghode Pe Sawaar - Namrata Sarda
Lyrics by:Amitabh Bhattacharya
Composed by:Amitabh Bhattacharya
Koyi kaise unhein yeh samjhaye
Sajaniya ke mann mein
Abhi inkaar hai
Jaane balma ghode pe
Kyun sawar hain
Jaane balma ghode pe
Kyun sawar hain
Dheere dheere jatan karne se
Dulhaniya ke khulte
Hriday ke dwaar hai
Jaane balma ghodey pe
Kyun sawaar hain
Jaane balma ghodey pe
Kyun sawaar hain
Baalon mein wadh
Ke gajra lagana
Nazdeek aane ka hai bahana
Sab jaan ke bhi chhaliya
Ke chhal se
Mushkil hai bach paana
Ho ankhiyon se thag ke bharna
Woh jaane batiyon se zurmana
Haan jo main tokun
Kaha na mera maane
Bhavon ko aise taane
Behas bekaar hai
Jaane balma ghodey pe
Kyun sawaar hain
Jaane balma ghodey pe
Kyun sawaar hain
Koyi kaise unhein yeh samjhaye
Sajaniya ke mann mein
Abhi inkaar hai
Jaane balma ghodey pe
Kyun sawaar hain
Jaane balma ghodey pe
Kyun sawaar hain