Hum Bhi Ji Liye Tanha (Album Version)-Mahima

Hum Bhi Ji Liye Tanha (Album Version)

歌手:Mahima

时间:2006-01-01

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Hum Bhi Ji Liye Tanha (Album Version) - Mahima

Written by:Professor Som Dutt Battu

Hum bhi ji liye tanha

Dil mein anjuman lekar

Hum bhi ji liye tanha

Dil mein anjuman lekar

Pathharo ki basti mein

Kaanch ka badan lekar

Hum bhi ji liye tanha

Dil mein anjuman lekar

Rehmate zamane ki

Muntazir rahi barso

Rehmate zamane ki

Muntazir rahi barso

Aur kuchh nahi maanga

Aapni lagan le kar

Aur kuchh nahi maanga

Aapni lagan le kar

Pathharo ki basti mein

Kaanch ka badan lekar

Hum bhi ji liye tanha

Dil mein anjuman lekar

Dil ki reh guzaro mein

Barf si jamii ho gayi

Dil ki reh guzaro mein

Barf si jamii ho gayi

Warna hum kahan jalte

Aag ka badan le kar

Warna hum kahan jalte

Aag ka badan le kar

Pathharo ki basti mein

Kaanch ka badan lekar

Hum bhi ji liye tanha

Dil mein anjuman lekar

Gor mein ussi duniya

Kyun na godati anjum

Gor mein ussi duniya

Kyun na godati anjum

Woh zamee par utra thaa

Haath mein gagan lekar

Woh zamee par utra thaa

Haath mein gagan lekar

Pathharo ki basti mein

Kaanch ka badan lekar

Hum bhi ji liye tanha

Dil mein anjuman lekar

Dil mein anjuman lekar

Dil mein anjuman lekar

Dil mein anjuman lekar

展开显示全部歌词