Intezar-Vikram Montrose

Intezar

专辑:Seher

时间:2024-10-22

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Saara din kaatoon tere intezaar mein

Jaise baitha ho koi shaidai mazaar mein

Zikr tera hi hai mere har ashaar mein

Katoon zindagi ye tere hi Deedar mein

Peelon ankhon se teri main sambhaal ke

Lab se lafzon ko chunloon main nikaal ke

De doon tujhko jaawab har Savaal ke

Peelon ankhon se teri main sambhaal ke

Saara din kaatoon tere intezaar mein

Jaise baitha ho koi shaidai mazaar mein

Zikr tera hi hai mere har ashaar mein

Katoon zindagi ye tere hi Deedar mein

Husn behisaab pe koi parda daal do

Mujhpe Reham karo yaara reham karo

Ishq behissab hai koi nazre vaar do

Mujhpe reham karo yaara reham karo

Peelon ankhon se teri main sambhaal ke

Lab se lafzon ko chunloon main nikaal ke

Saara din kaatoon tere intezaar mein

Jaise baitha ho koi shaidai mazaar mein

Zikr tera hi hai mere har ashaar mein

Katoon zindagi ye tere hi Deedar mein

展开显示全部歌词