
在手机上保存,获得更好体验
Kuch kahe bina bhi dono
Aankhein ye teri
Kya jaadu sa kare hain mujhpe
Mai jaanu naa
Ghul rahi hai in hawaaon mein
Khushbuyein teri
Mai inke nashe me hu abhi
Mujhko sambhalo naa
Teri khushbuon
Ko yun odh lun
Bane khusbhuyein ye teri
Libaas mera..
Libaas mera...
Libaas mera....
Teri ungliyaan hamnashi
Mere jism pe chal rahi
Is jism ko jalne se
Roko naa
Teri saansein ye sharbati
Meri saanson mein ghul rahi
In saanson ko milne se
Tum roko naa
Teri saaanson ko
Mai yun odh lun
Banein saansein ye ab teri
Libaas mera..
Libaas mera