Sham - E - Allam Jab-Nina Mehta
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Sham - E - Allam Jab - Nina Mehta/Rajendra Mehta

Sham e allam jab dard e judaai

Zapt ki had se ghuzra hoga

Sham e allam jab dard e judaai

Zapt ki had se ghuzra hoga

Tab kahin aankhein chhalki hogi

Tab koi tara tuta hoga

Tab kahin aankhein chhalki hogi

Tab koi tara tuta hoga

Mere aansu mele mele

Aapka daaman ujala ujala

Mere aansu mele mele

Aapka daaman ujala ujala

Mere aansu aap na pose

Aap ka daman mela hoga

Jab tak hain saiyyad ke bas mein

Rashme ghul kya dore fizza kyaa

Jab tak hain saiyyad ke bas mein

Rashme ghul kya dore fizza kyaa

Jashne bahara hum bhi karenge

Jis din ghulshan apna hoga

Tum ko sake iss baat ka kya ghum

Phool hase yaa roye sabnam

Tum ko sake iss baat ka kya ghum

Phool hase yaa roye sabnam

Iss duniya ki reet yahi hain

Aisa huaa hain aisa hoga

Iss duniya ki reet yahi hain

Aisa huaa hain aisa hoga

展开显示全部歌词