Lahu Munh Lag Gaya-Shail Hada

Lahu Munh Lag Gaya

歌手:Shail Hada

专辑:My Valentine

时间:2017-02-13

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Lahu Munh Lag Gaya - Shail Hada

Lyrics by:Siddharth-Garima

Composed by:Sanjay Leela Bhansali

Aye hey ji re

Ude ude mann ude

Par lage tere sang jude

Mann ude pag bade

Teri ore bade

Jug chhod bade

Ayy lahu munh lag gaya

Lahu munh lag gaya

Soya tha nas nas mein

Ab ye jag gaya

Aye lahu munh lag gaya

Labon ke chhoone se

Khwabon ke kone se

Labon ke chhoone se

Khwabon ke kone se

Bachke sab se lab se lab

Ye rag se rag gaya

Aye lahu munh lag gaya

Aye lahu munh lag gaya

Aye lahu munh lag gaya lag gaya

Bhatak rahi hai aankh ye

Malang ang ang ang

Atak gayi hai saans uske

Sang sang sang sang

Kal kal behta tha

Chhal chhal rehta tha

Kal kal behta tha

Chhal chhal rehta tha

Taan le ke jaane kab gaya

Lab se lab ye lab lab se

Lahu muh lag gaya

Aye lahu munh lag gaya

Lahu mu lag gaya

Soya tha nas nas mein

Ab ye jag gaya

Aye lahu munh lag gaya

Labon ke chhoone se

Khaabon ke kone se

Labon ke chhoone se

Kaabon ke kone se

Lab se lab ye lab lab se

Lahu munh lag gaya

Aye Lahu munh lag gaya

Aye Lahu munh lag gaya

Aye Lahu munh lag gaya

展开显示全部歌词