
在手机上保存,获得更好体验
Maa tumhare bina
Sab kuch hai adhura
Maa tumhare bina
Kya hoga hamara
Tumse zyada humko pyar
Koi na karein
Tum paas na ho to
Hum hai dare dare
Hum kahin bhi rahe
Tumhara hota hai saya
Tumne hi humko raah pe
Sahi chalna sikhaya
Maa tumhare bina
Sab kuch hai adhura
Maa tumhare bina
Kya hoga hamara
Ghar se bahar jaun toh
Tum tension leti ho
Mujhe khilaye bina tum
Khana nahi khati ho
Mujhase ladke tum aur
Sad sad ho jati ho
Hum rooth jaye toh
Tumhi humko manane aati ho
Tumhara pyar hai duniya ki
Sabse kimti amanat
Sudhar bhi dete ho tum
Hamari har buri adat
Maa tumhare bina
Sab kuch hai adhura
Maa tumhare bina
Kya hoga hamara
Mujhko sulaye bina tum
Rat ko nahi sote ho
Raat mein uth uthke bhi tum
Mera khyal rakhte ho
Papa se anban ho jaye toh
Tumhi sabdhalte ho
Kitchen mein ghanto mehnat karke
Hume khilate ho
Jaadu hai tumhare haathon mein
Sab tasty ho jata hai
Tum laye ho mujhako duniya mein
Ek bada sa thank you banta hai
Maa tumhare bina
Sab kuch hai adhur
Maa tumhare bina
Kya hoga hamara
Maa tumhare bina
Sab kuch hai adhura
Maa tumhare bina
Kya hoga hamara
Maa tumhare bina
Sab kuch hai adhura
Maa tumhare bina
Kya hoga hamara
Tumse zyada humko pyar
Koi na karein
Tum paas na ho to
Hum hai dare dare
Hum kahin bhi rahe
Tumhara hota hai saya
Tumne hi humko raah pe
Sahi chalna sikhaya
Maa tumhare bina
Sab kuch hai adhura
Maa tumhare bina
Kya hoga hamara
Ghar se bahar jaun toh
Tum tension leti ho
Mujhe khilaye bina tum
Khana nahi khati ho
Mujhase ladke tum aur
Sad sad ho jati ho
Hum rooth jaye toh
Tumhi humko manane aati ho
Tumhara pyar hai duniya ki
Sabse kimti amanat
Sudhar bhi dete ho tum
Hamari har buri adat
Maa tumhare bina
Sab kuch hai adhura
Maa tumhare bina
Kya hoga hamara
Mujhko sulaye bina tum
Rat ko nahi sote ho
Raat mein uth uthke bhi tum
Mera khyal rakhte ho
Papa se anban ho jaye toh
Tumhi sabdhalte ho
Kitchen mein ghanto mehnat karke
Hume khilate ho
Jaadu hai tumhare haathon mein
Sab tasty ho jata hai
Tum laye ho mujhako duniya mein
Ek bada sa thank you banta hai
Maa tumhare bina
Sab kuch hai adhur
Maa tumhare bina
Kya hoga hamara
Maa tumhare bina
Sab kuch hai adhura
Maa tumhare bina
Kya hoga hamara