
时间:2012-07-16
在手机上保存,获得更好体验
Kaala Rey - Sneha Khanwalkar
Kaala re saiyyaan kaala re
Mann kaala re tann kaala re
Kaali zubaan ki kaali gaari
Kaale din ki kaali shaamein
Saiyyaan karte ji kolbazaari
Kaala re saiyyaan kaala re
Mann kaala re mann kaala re
Kaali zubaan ki kaali gaari
Kaale din ki kaali shaamein
Saiyyaan karte ji kolbazaari
Bairi kol kol kol
Chheney tol tol tol
Bairi kol kol kol
Chheney tol tol tol
Chhat aangan chaar deewari
Saiyyaan karte ji saiyyaan karte ji
Saiyyan karte ji
Saiyyan karte ji
Saiyyan karte ji kolbazaari
Saiyyan karte ji kolbazaari
Kaali mitti kurta kaala
Kaala bilkul surmey waala
Kaala kauvva hauvva kaala
Kaali mitti kurta kaala
Kaala bilkul surmey waala
Kaala kauvva hauvva kaala
Kaala baadal ghirne waala
Kaala moti girne waala
Kaala jhanda danda kaala
Kaala batua paisa kaala
Kaali aankhon jaisa kaala
Kaali agni
Kaali garmi sooraj kaala
Kaala beegha aur kuch kaala
Kaali baaati haathi kaala
Kaala-kaala-kaala
Bairi kol kol kol
Chheeney tol tol tol
Bairi kol kol
Chheeney whole sale tol
Rang paani aur pichkaari
Saiyyaan karte ji
Piya karte ji
Saiyyaan karte
Piya karte ji
Kaala re saiyyaan kaala re
Tann kaala re mann kaala re
Kaali zubaan ki kaali gaari
Kaale din ki kaali shaamein
Saiyyaan karte ji kolbazaari