Aati Rahengi Baharen (Part I / From

Aati Rahengi Baharen (Part I / From"Kasme Vaade")

歌手:Asha Bhosle

时间:2023-03-23

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Aati Rahengi Baharen (Pt. 1, From"Kasme Vaade") - Asha Bhosle/Kishore Kumar/Amit Kumar/R. D. Burman

Lyrics by:Gulshan Bawra

Composed by:Rahul Dev Burman

Hey aati rahengi baharen

Jaati rahengi baharen

Dil ki nazar se duniya ko dekho

Duniya sada hi haseen hai

Ho aati rahengi baharein

Jaati rahengi baharen

Dil ki nazar se duniya ko dekho

Duniya sada hi haseen hai

Hey aati rahengi baharen

Jaati rahengi baharen

Dil ki nazar se duniya ko dekho

Duniya sada hi haseen hai

Aati rahengi baharein

Jaati rahengi baharen

Maine to bas yehi maangi hai duayein

Phoolon ki tarah hum sada muskurayein

Maine to bas yehi maangi hai duayein

Phoolon ki tarah hum sada muskurayein

Gaate raahein hum khushiyon ke geet

Yoon hi jaaye beet zindagi ho ho

Aati rahengi baharen

Ho jaati rahengi baharen

Dil ki nazar se duniya ko dekho

Duniya sada hi haseen hai ho ho

Aati rahengi baharein

Hey jaati rahengi baharen

Tumse hain jab jeevan mein sahaare

Jahan jaaye nazrein wahin hain nazaare

Tumse hain jab jeevan mein sahaare

Jahan jaaye nazrein wahin hain nazaare

Leke aayegi har nayi bahaar

Rang bhara pyar aur khushi ho ho

Aati rahengi baharen

Hey jaati rahengi baharen

Haan dil ki nazar se duniya ko dekho

Duniya sada hi haseen hai ho ho

Aati rahengi baharein

Hey jaati rahengi baharen

Hey hum jo mile hain to dil ko yakeen hai

Dharti pe swarg jo hai to yahin hai

Hum jo mile hain to dil ko yakeen hai

Dharti pe swarg jo hai to yahin hai

Bhoole se bhi gham aaye na wahan

Pyar hai jahan bandagi ho ho

Aati rahengi baharen

Jaati rahengi baharen

Haan dil ki nazar se duniya ko dekho

Duniya sada hi haseen hai ho ho

Aati rahengi baharein

Hey jaati rahengi baharen

展开显示全部歌词