Kaisa Yeh Junoon-Rahat Fateh Ali Khan
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Kaisa Yeh Junoon - Rahat Fateh Ali Khan (拉赫·法塔·阿里·罕)

Kahi daira bana hai

Kahi aakhri sira hai

Mahi bol bol haari

Koi hai jo sunn rahaa hai

Ye koi jaane naa

Keh dil manay naa

Ye koi jaane naa

Keh dil manay naa

Bikhar jaye naa

Kaisa ye junoon kahi mile naa sukhoon dekho kahi bhi qaraar aye rey

Diwana hay kaun yaha beghaana hay kaun dekho zindagi bekaar jaye rey

Koi bheer main karha hai koi khud mein chal raha hai

Mahi bol bol haari yaha jo hai be-sila hai

Ye saato aasma hum inke darmiyaa

Ye saato aasma hum inke darmiyaa

Bich-char jaye naa

Kaisa hai junoon kahi mile naa sukhoon dekho kahi bhi qaraar aye rey

Diwana hay kaun yaha beghaana hay kaun dekho zindagi bekaar jaye rey

Chalti chalti jaye aik aandhijo andhi bhi nahi

Jab se kalai kuch baandhi aur baandhi bhi nahi

Jaha raastein ne jhora

Wahi faasley ne thora

Mahi bol bol haari

Yahaa sub ne haath choraa

展开显示全部歌词