
在手机上保存,获得更好体验
Uyi Amma(印地語歌詞,電影《Azaad》2025)
演唱:Madhubanti Bagchi
作曲:Amit Trivedi
作詞:Amitabh Bhattacharya
Moochho mein akad ke taav bhare
Jab mojadiyaan mein paanv dhare, jab paanv dhare
Aaye-haaye, naazuk si mom ki moorat se
Bada patthar dil bartaav kare
Patthar dil bartaav kare bartaav kare
Uyi amma, haye-haye, main toh mar gayi
Uyi amma, main toh toot ke bikhar gayi
Uyi amma (hey), uyi amma (hey), uyi amma (hey)
Uyi amma, chhuimui si hiraniya
Uyi amma, kaale bhediyon se dar gayi
Uyi amma, uyi amma, uyi amma
Paanv jiya pe dhar gayi re
Saans mein sandal bhar gayi re
Katal kare, upar se bole, mar gayi re
Ghus ke ghar mein dakaiton ke tak se dakaiti kar gayi re
Katal kare, upar se bole, mar gayi re
Oh chhamiya, oh re julamiya
Oh chhamiya, oh re julamiya
Uyi amma, haye-haye, main toh mar gayi
Uyi amma, main toh toot ke bikhar gayi
Uyi amma (hey), uyi amma (hey), uyi amma (hey)
Uyi amma, chhuimui si hiraniya
Uyi amma, kaale bhediyon se dar gayi
Uyi amma, uyi amma, uyi amma
Uyi amma...
Moochho mein akad ke taav bhare
Jab mojadiyaan mein paanv dhare, jab paanv dhare
Aaye-haaye, naazuk si mom ki moorat se
Bada patthar dil bartaav kare
Patthar dil bartaav kare bartaav kare
Uyi amma, haye-haye, main toh mar gayi
Uyi amma, main toh toot ke bikhar gayi
Uyi amma (hey), uyi amma (hey), uyi amma (hey)
Uyi amma, chhuimui si hiraniya
Uyi amma, kaale bhediyon se dar gayi
Uyi amma, uyi amma, uyi amma
Paanv jiya pe dhar gayi re
Saans mein sandal bhar gayi re
Katal kare, upar se bole, mar gayi re
Ghus ke ghar mein dakaiton ke tak se dakaiti kar gayi re
Katal kare, upar se bole, mar gayi re
Oh chhamiya, oh re julamiya
Oh chhamiya, oh re julamiya
Uyi amma, haye-haye, main toh mar gayi
Uyi amma, main toh toot ke bikhar gayi
Uyi amma (hey), uyi amma (hey), uyi amma (hey)
Uyi amma, chhuimui si hiraniya
Uyi amma, kaale bhediyon se dar gayi
Uyi amma, uyi amma, uyi amma
Uyi amma...
Uyi amma...