
在手机上保存,获得更好体验
Ye jhuki nazar
Hai Jo Kaafi palko pe bojh mere ghumon ka tabhi
Ye bhuki nazar
Tarasti hai boufette dekha plate Bhare sapno ka
Toda Kaafi dil Maine mere apno ka
Kharocha kaafi skin mere bhole zakhmo ka
Ego kapussi mai hurt kiya ladko ka
Mardzaat pe kalank laga ladko ka
Ek mard mila 18 ka
Toh ek ladka jo ab bhi na mard laga pachpan ka
Mara laga mera Bachpana
Tamasha waala don ka mizaaj
Safarnaama
Bina taara ke Ved ka yaha bachpaana
Mushkil mushkilaat mai roz kaise
Bach jaata
Shayad lage meri maa ki dua
Warna kabka mai aise hi chalti me marjaata
Is hi liye karu rap ya mai samjhaata
Bruce Lee ke jaisa mai paani mai
Utarta jisme mai waisa hi banjaata
Thoda dil mera ghumzada
Ke ladke ghar pe na dhyaan dete
Rehte hai
Bhand zyaada
Soch wazir
Toh aise na ban pyaada
White man ka dil dhan hai sab kaala
Kaala loha
Kaali zanjeer
Pehle haath pe ab har dimaag pe laga taala
sabhi bandi
Mai kholne taale aaya
Dim roshni
Me mausiqi
Banaya
Kitne softies
Ko bossy mai banaya
Ye jhuki nazar
Hai Jo Kaafi palko pe bojh mere ghumon ka
Tabhi
Ye bhuki nazar
Tarasti hai biufette dekha plate Bhare sapno ka
Toda Kaafi dil Maine mere apno ka
Kharocha kaafi skin mere bhole zakhmo ka
Ego kapussy mai hurt kiya ladko ka
Mardzaat pe kalank laga ladko ka
Baithe baithe
Khurafaati zehen me ye dekho kya khayaal
Aaya
Kya aaya
Kaise paise meri zindagi me alag prakaar
Ke khwaab laayaa
Kya laaya
Thoda pyaar kaafi ego bhi ye badha kare
Khote yaar teri seedio pe chadha kare
Bujhe kaam inke beedio sa jala kare
Khudke taang pe ye badeiya lagaaterahe
Free
Hai meri soch meri soul
Brain pe na dil pe hai tera koi hold
Famous nahi phir bhi diya peti me songs
Aim mera khush karna meri bholi mom
Wo na jaane yaha prince baitha darkness me
Light leke aisi devils aankh apni dhaak lete
Kyu hum aisi baat kar te
Doland trump waali soch se azaad ladke
Funny sharp ladke
Hai mere saath roz
Paise karne double karte rehte aisi baat roz
Toh karuga mai ijaat mizaaj
Hiphop ka aisa banuga mai Missal
Jo taal pe aang ke baal khade karega
Ye jhuki nazar
Hai Jo Kaafi palko pe bojh mere ghumon ka
Tabhi
Ye bhuki nazar
Tarasti hai biufette dekha plate Bhare sapno ka
Toda Kaafi dil Maine mere apno ka
Kharocha kaafi skin mere bhole zakhmo ka
Ego kapussy mai hurt kiya ladko ka
Mardzaat pe kalank laga ladko ka