Tu Bhi Sataya Jayega-Vishal Mishra

Tu Bhi Sataya Jayega

歌手:Vishal Mishra

时间:2021-04-27

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Tu Bhi Sataya Jayega - Vishal Mishra

Lyrics by:Vishal Mishra/Kaushal Kishore

Composed by:Vishal Mishra

Yeh jo jagah jagah dard ki

Kahaniyan sunata hai

Yeh jo jagah jagah dard ki

Kahaniyan sunata hai

Farebi hai sab jhooth batata hai

Toda jayega tu bhi toda jayega

Meri tarah tu bhi chhoda jayega

Toda jayega tu bhi toda jayega

Meri tarah tu bhi chhoda jayega

Kitno ke dil barbaad karega

Aag lagayega

Tu sach mein kitna behaya hai

Sach yeh samne aayega

Tune bada sataya hai mujhe

Ja tu bhi sataya jayega

Haaye bada rulaya hai mujhe

Ja tu bhi rulaya jayega

Tune bada sataya hai mujhe

Ja tu bhi sataya jayega

Kitno ko seene se lagaya

Meri tarha sath sulaya

Kitno ko seene se lagaya

Meri tarha sath sulaya

Aankhon mein teri pani nahi hai

Sabko tune kitna rulaya

Ise sharm na aayegi zara bhi

Baaz na aayega

Tu sach mein kitna behaya hai

Sach yeh saamne aayega

Haaye bada sataya hai mujhe

Ja tu bhi sataya jayega

Jana bada rulaya hai mujhe

Ja tu bhi rulaya jayega

Tune bada sataya hai mujhe

Ja tu bhi sataya jayega

Kitno ko hai maara

Jeete ji haan tune

Khwaab dikhaye pehle

Phir khaab unhi se cheene

Tujhko toh pata hai

Hota haan khuda hai

Munh kaise dikhlayega

Haaye bada

Haye bada sataya hai mujhe

Ja tu bhi sataya jayega

Tune bada rulaya hai mujhe

Ja tu bhi rulaya jayega

Tune bada sataya hai mujhe

Ja tu bhi sataya jayega

Jab tak jee rahi hoon

Yeh dua karti hoon

Jab tak jee rahi hoon

Yeh dua karti hoon

Tu har roz mare

Main jis tarah marti hoon

展开显示全部歌词