
在手机上保存,获得更好体验
O Meri Chhammak Chhallo - Kishore Kumar, Asha Bhosle
Lyrics by:Santosh Anand
Composed by:Laxmikant-Pyarelal
O meri chammak challo
O meri chammak challo
Do din ki hai zindagaani
O meri chammak challo
Do din ki hai zindagaani
Tu pyaar mujhe kar aise
Mai likh du prem kahani
O mere ramlubhaaya
Haaan
O mere ramlubhaaya
Kya likhani prem kahani
O mere ramlubhaaya
Kya likhani prem kahani
Mauka hai mauj manaa lo
Kab kiski rahi jawani
O meri chammak challo
O mere ramlubhaaya
Likhne ka shauk mujhe hai
Likhata hu dil ki baatein
Likhne ka shauk mujhe hai
Likhata hu dil ki baatein
Thodi si din ki baatein
Thodi raaton ki baatein
Din ke kya taur tarikey
Raaton ki niyat kya hai
Tum toh kya jaano ispar
Mausam ki chahat kya hai
Aayyeeee
Dil jo kahta hai usko
Aankho se main kahta hu
Dil jo kahta hai usko
Aankho se main kahta hu
Dil ki haalat ko samjho
Rut hai kitni mardaani
O mere ramlubhaaya
O mere ramlubhaaya
Kya likhani prem kahani
Mauka hai mauj manaa lo
Kab kiski rahi jawani
O meri chammak challooo
O mere ramlubhaayaaa
Sun sun ke bol bole
Mera dil baitha jaye
Sun sun ke bol bole
Mera dil baitha jaye
Pyaase armaano wala
Saawan ye beeta jaye
Mujhko kuch hosh nahi tha
Sachmuch me be asar tha
Nazaro me tum hi tum they
Mausam se bekhabar tha
Ab toh kuch khair khabar lo
Sun lo ghangor khiladi
Hainnn
Manjil pe aa ke bhatki
Mere youvan ki gaadi
Karte ho kyu nadani
Socho bate mardani
Karte ho kyu nadani
Socho bate mardani
Mauka hai mauj manaa lo
Kab kiski rahi jawani
O meri chammak challo
O meri chammak challo
Do din ki hai zindagaani
Tu pyaar mujhe kar aise
Mai likh du prem kahani
O mere ramlubhaaya
O mere ramlubhaaya
Kya likhani prem kahani
Mauka hai mauj manaa lo
Kab kiski rahi jawani
O meri chammak challo
O mere ramlubhaaya
O meri chammak