
在手机上保存,获得更好体验
Bhoot - Lehmber Hussanpuri/Sachin Jigar
Written by:Jigar Sarai/Sameer Anja
Jab main chhota baccha tha main
Badi sharaarat karta tha
Ab jo main bada ho gaya hun badi sharaarat karta hoon
Jab main chhota baccha tha har cheez ke paise deta tha
Ab jo main bada ho gaya har cheez ke paise leta hoon
Jab main chhota baccha tha main twinkle twinkle karta tha
Ab jo main bada ho gaya bas twinkle twinkle karta hoon
Jab main chhota baccha tha main superman pe marta tha
Ab jo main bada ho gaya bas supergirl pe marta hoon
Leke yeh shaitaniyaan
Jaate hain hum jahaan
Darr ke awaate
Gaati hain bas wahaan
Bhaago bhaago
Yoooooh
Bhoot aaya
Hayo mere rabba
Bhoot aaya
Hayo mere rabba
Bhoot aaya
Hayo mere rabba
Bhoot aaya
Hayo mere rabba
Bhoot aaya
Jab main chhota baccha tha cartoon watching karta tha
Ab jo main bada ho gaya bas bird watching karta hoon
Jab main chhota baccha tha galti karne se darta tha
Ab jo main bada ho gaya bas galti karna chahta hoon
Leke yeh shaitaniyaan
Jaate hain hum jahaan
Darr ke awaate
Gaati hain bas wahaan
Bhaago bhaago
Bhoot aaya
Hayo mere rabba
Bhoot aaya
Hayo mere rabba
Bhoot aaya
Hayo mere rabba
Bhoot aaya
Hayo mere rabba
Bhoot aaya
Hoh
Badey bajurg aur sabhi siyaane
Keh ke gaye hain sab
Kal kare so aaj kar aur aaj kare so abh
Abh jaake hame samajh mein aaya
Inn sabka matlab uhhhh
Iss umar mein yeh sab nahin kiya toh
Aur karenge kab re kab re kab re kab re kab re kab
Ke main kuffar toleya koi na
Kya main jhooth boleya koi na
Ke main kuffar toleya koi na
Ke main kuffar toleya
Leke yeh shaitaniyaan
Jaate hain hum jahaan
Darr ke awaate
Bhoot aaya
Hayo mere rabba
Bhoot aaya
Hayo mere rabba
Bhoot aaya
Hayo mere rabba
Bhoot aaya
Hayo mere rabba
Bhoot aaya
Hayo mere rabba
Bhoot aaya
Hayo mere rabba
Bhoot aaya
Hayo mere rabba
Bhoot aaya
Hayo mere rabba
Hayo mere rabba