Azadi-Arijit Singh
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Azadi - Arijit Singh (阿里吉特·辛格)

Azadi

Bhukhmari se azadi

Haan bhed bhaav se azadi

Haan pachhwaad se azadi

Hum leke rahenge azadi

Tum kuchh bhi kar lo azadi

Azadi

Azadi

Azadi

Ho tera pinjra mein jaal ni khana

Parindeya ne udd jaana tera pinjra

Tera mukk jaana sara lana baana

Parindeya ne udd jaana tera pinjra

Ho tera pinjra mein jaal ni khana

Parindeya ne udd jaana tera pinjra

Tera mukk jaana sara lana baana

Parindeya ne udd jaana tera pinjra

Freedom freedom

Haan bahut baithe chup chaap

Kya ghante ka insaaf

Desh kaise hoga saaf

Inki neeyat mein hai daag

Sirf karte rahenge baat

Alag shakal wohi jaat

Vote milne par yeh khaas

Phir gayab poore saal

Haan mera bhai hai to

Noton ki sarkaar hai na

Note se banate apne beton ko

Yeh star hain na

Kitne bekaar kyun yeh

Aapas mein jhankar hai na

Baaki poora desh doobe

Inki naiya paar hai na

Achchi vidya chahiye

Achcha khaasa maal dena

Nal mein paani chahiye

Khade reh le line mein na

Zameen apni par note dikha kar sign lena

*** laaye yeh phir

Dhakel denge crime mein na

Akela insaan phir gaadi teri chaar kyun

Ghar mein hai chaar phir rooms tere 8 kyun

Paison se nai bante kudrat se hum khaas kyun

Teri peedhi ka soch woh kaise lenge saans kyun

Kya shu

Ek tarfa tarazo

Kya shu

Aa teri hansi mere aansu

Kya shu

Aa ghut ghut ke kyun saans loon

Kya shu

Usse dega kya hisaab tu

Ho tera pinjra mein jaal ni khana

Parindeya ne udd jaana tera pinjra

Tera mukk jaana sara lana baana

Parindeya ne udd jaana tera

Aa nahi ban'na mujhe Slumdog Millionaire

Yeh slumdog hai mission pe

Sidham ke keede chhode inke apne kafan pe

Bachpan se chhura rakha hai

Inhone apne gardan pe

Mastak mein yeh likhte galat

Seekhte galat chheenkte halak

Par kisi ko parwah nahi

Yeh saitaan hain insaan nahi

Dharam ke naam pe kaam nahi

Dharam banaya insaan hi

Paison ke liye yeh tha sabhi

Dimaag lada kar jaan ke bhi

Dhasne laga tu kaan ka bhi

Istemaal kar tu zabaan ka bhi

An dekha ka kyun hai jaan ke bhi

An dekha ka kyun hai jaan ke bhi

Sachai mein tu sama kabhi

Achai se tu kama kabhi

Iss gandh ko karna saaf abhi

Iss gandh ko karna saaf abhi

Iss gandh ko karna saaf abhi

Kya shu

Ek tarfa tarazo

Kya shu

Aa teri hansi mere aansu

Kya shu

Aa ghut ghut ke kyun saans loon

Kya shu

Usse dega kya hisaab tu haan

Haan ho bolo azadi

Bolo azadi

Ho bolo azadi

Ho bolo azadi

Ho bolo azadi

Give me freedom

展开显示全部歌词