Tanha Dil - Radio Edit-Shaan

Tanha Dil - Radio Edit

歌手:Shaan

专辑:Aksar...

时间:2004-01-01

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Tanha Dil - Radio Edit - Shaan

Aankhon mein sapne liye

Ghar se hum chal to diye

Jaane yeh raahein ab le jaayengi kahan

Mitti ki khushboo aaye

Palkon pe aansu laaye

Palkon pe reh jaayega yaadon ke jahan

Manzil nayi hai anjaana hai kaarvaan

Chalna akele hai yahan

(Tanha dil, tanha safar

Dhoonde tujhe phir kyoon nazar) - 2

Tanha dil

Dilkash nazaarein dekhe

Jhilmil sitaarein dekhe

Aankhon mein phir bhi tera chehra hai jawaan

Kitni barsaatein aayi, kitni saugaatein laayi

Kaanon mein phir bhi goonje teri hi sada

Maane kiye the apna hoga aashiyaan

Vaadon ka jaane hoga kya

(Tanha dil, tanha safar

Dhoonde tujhe phir kyoon nazar) - 2

Tanha dil

Tanha dil

Aankhon mein sapne liye

Ghar se hum chal to diye

Jaane yeh raahein ab le jaayengi kahan

Mitti ki khushboo aaye

Palkon pe aansu laaye

Palkon pe reh jaayega yaadon ke jahan

Manzil nayi hai anjaana hai kaarvaan

Chalna akele hai yahan

(Tanha dil, tanha safar

Dhoonde tujhe phir kyoon nazar) - 2

Tanha dil, tanha dil, tanha dil

Tanha dil, tanha dil

展开显示全部歌词