
在手机上保存,获得更好体验
Mere Bina (From"Crook") (Unplugged) - Pritam/KK
Written by:Pritam Chakraborty/Kumaar
Mere bina main
Rehne laga hoon
Teri hawaon mein
Behne laga hoon
Jaane main kaise kaise
Tera hua hoon
Mujhe to lagta hai main shayad tere
Dil ki dua hoon haan
Tujhko jo paaya ahan
To jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye tham
Jaye bas jaye hum dono ke darmiyaan
Tujhko jo paaya ahan
To jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye tham jaye
Bas jaye hum dono ke darmiyaan
Pehle se zyada
Main jee raha hu
Tere he dil se
Main tho juda hoon
Rahon pe teri
Main to chala hoon
Tu meri manzil hai tere kadmon pe bas rukne laga hoon haan
Tujhko jo paaya
Tujhko jo paaya ahan
To jeena aaya
To jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye tham
Jaye bas jaye hum dono ke darmiyaan
Tujhko jo paaya
Tujhko jo paaya ahan
To jeena aaya
To jeena
Ab ye lamha theher jaye tham
Jaye bas jaye hum dono ke darmiyaan
Teri nazar mein nayi si adaa hai
Naya sa nasha bhi
Ghula hai
Kayi dinon se bandha tha baadal jo
Tere hi baalon mein
Khula hai
Teri hadon me
Meri basar hai
Ab tujhe bhi
Jaana kidhar hai
Jahan rahe tu
Main wo jahan hoon
Jise jiye tu
Main wo sama hoon
Teri wajah se
Naya naya hoon
Maine kaha na pehle ab tho ye may kehne laga hoon
Ha
Tujhko jo paaya
Tujhko jo paaya ahan
To jeena aaya
To jeena
Ab ye lamha theher jaye tham
Jaye bas jaye hum dono ke darmiyaan
Tujhko jo paaya
Tujhko jo paaya ahan
To jeena aaya
To jeena
Ab ye lamha theher jaye
Tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaan