Yeh Aalam Shauq Ka Dekha Na Jaaye-Nina Mehta

Yeh Aalam Shauq Ka Dekha Na Jaaye

歌手:Nina Mehta

时间:2008-10-03

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Yeh Aalam Shauq Ka Dekha Na Jaaye - Nina Mehta/Rajendra Mehta

Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye

Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye

Woh bhoot hain yaa khuda dekha na jaaye

Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye

Woh bhoot hain yaa khuda dekha na jaaye

Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye

Ye mere saath kaisi roshani hain

Ye mere saath kaisi roshani hain

Ye mujhse yaa khuda dekha na jaaye

Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye

Ye kin nazron se tune aaj dekha

Ye kin nazron se tune aaj dekha

Ke tera dekhana dekha na jaaye

Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye

Woh bhoot hain yaa khuda dekha na jaaye

Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye

Hamesa ke liye mujhse bichhad jaa

Hamesa ke liye mujhse bichhad jaa

Ye manzar baarhaa dekha na jaaye

Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye

Faraz apne siva hain koan tera

Faraz apne siva hain koan tera

Tujhe tujhse juda dekha na jaaye

Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye

Woh bhoot hain yaa khuda dekha na jaaye

Yeh aalam shauq ka dekha na jaaye

展开显示全部歌词