
时间:2019-03-15
在手机上保存,获得更好体验
Abh din main hi khwaab aane lage hai
Raato main jagne laga Hu
Khwaabo main tujhe dekha tho
Nindo main chalne laga hu
Mera Dil Tere seene main kho Gaya
Mhobbat se jaane kabh ishq hogaya
Raja ko Rani se pyar hogaya
Peheli Nazar main pehela pyar hogaya
Dil jigar dono ghayal hue
Teere Nazar Dil ke paar hogaya
Raja ko Rani se pyar hogaya
Meri baato main , har raato main shamil tu
Thoda thoda main , bhula Hu khudko yu.
Dastak tu deja, abh hoja rubaru
Karwaan yeh manzil Tak abh tujhse hi shuru
Mera Dil Tere seene main kho Gaya
Mohobbat see jaane kabh ishq hogaya
Raja ko Rani se pyar hogaya
Peheli Nazar main pehela pyar hogaya
Dil jigar dono ghayal hue
Teere Nazar Dil ke paar hogaya
Raja ko Rani se pyar hogaya