Saath Hoon Main-The Initials

Saath Hoon Main

歌手:The Initials

时间:2025-02-14

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Saath hoon main

Meri jaan tere saath hoon main

Tu reh kahin bhi

Har waqt tere paas hoon main

Saath hoon main

Meri jaan tere saath hoon main

Tu reh kahin bhi

Har waqt tere paas hoon main

Teri aankhon ki saazishein dekh ke

Dil mera dhadke, yeh dhadkanen sunn lo

Teri baaton ki saadgi sunn ke

Yeh mann mera dole, koi isko pakad lo

Teri khatir subah shaam, tere naam hui

Teri hi baatein tujhse hi sare aam hui

Main toh thehra aashiq hi puraana

Magar meri wajah se thodi tu bhi badnaam hui

Teri aankhon mein doob ke mar jaaun

Tu chhoo de toh poora bikhar jaaun

Yun raaton ki neendon mein aake

Tu kas ke pakad le bas itna hi main chahoon

Saath hoon main

Meri jaan tere saath hoon main

Tu reh kahin bhi

Har waqt tere paas hoon main

Saath hoon main

Meri jaan tere saath hoon main

Tu reh kahin bhi

Har waqt tere paas hoon main

Huh

Tere saath hoon main

Inn hawaon mein behta ehsaas hoon main

Teri dil ki dhadkanon se nikle jazbaaton mein

Kahin pal rahi woh awaaz hoon main

Huh

Dil dhadke zara sambhal ke

Aankhon se padh leti baatein daga karke

Geeli palkein, kuch shartein

Khushi se kar doon main haan jo tu hans de

Yaara maan le meri baat tu

Zara thaam le mera haath tu

Aye khuda de mera saath tu

Karoon main hadein paar tu mera fitoor

Saath hoon main

Meri jaan tere saath hoon main

Tu reh kahin bhi

Har waqt tere paas hoon main

Saath hoon main

Meri jaan tere saath hoon main

Tu reh kahin bhi

Har waqt tere paas hoon main

展开显示全部歌词