Bakheda-Sukhwinder Singh
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Bakheda - Sukhwinder Singh/Sunidhi Chauhan (桑妮蒂·乔寒)/Vickey Prasad

Ik pal jiske bin chain na aaye

Woh mann hi jab din rain nachaye

Cycle ke pahiye sa ghoome

Ye chakkar jo khaaye jhoome

Preet ka rasta tedha medha haaye

Jag mein naa ishq se bada bakheda

Jag mein naa ishq se bada bakheda

Aisa mere bhaag ka lekha

Haathon mein na teri rekha

Aisa mere bhaag ka lekha

Haathon mein na teri rekha

Arey dil fakeer yeh thaan liyo

Ikk nayi lakeer ye maar liyo

Khud paar lagaaye aashiq beda haaye

Jag mein naa ishq se bada bakheda

Jag mein naa ishq se bada bakheda

Hmm mann ke haathon aisi thagi main

Baaton mein teri aane lagi main

Mann ke haathon aisi thagi main

Baaton mein teri aane lagi main

Tere naam ke phande daar diyo

Bune khwab jo tohpe vaar diyo

Baat zara si dard bhatera

Haaye jag mein naa

Ishq se bada bakheda

Jag mein naa

Ishq se bada bakheda

展开显示全部歌词