Sagar Jaisi Aankhon Wali-Tushar Goyal

Sagar Jaisi Aankhon Wali

歌手:Tushar Goyal

时间:2025-08-10

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Sagar jaisi akhon wali tera naam hai kya

Ankhe nasheli teri jaam hai kya ?

Uthati Awaaz teri neend se alarm hai kya?

Ab tere siva mujhe koi kam hai na

Har jagah dikhte Mai dekhun jahan

Tu pura aag ka gola

Mai dekhun kahan

Ankhen sekhun kaha

Tu bole jahan

Pahunch jaun wahan

Tere saath chalne lage thandi hawa

Tu mere dukh dard pyar ki dawa

Diyo na tu mujhe gawa

Sagar jaisi akhon wali yeh toh bata tera naam hai kya

Tere bin mujhe jindagi kuch dikhta nahi aim

Tu na ho toh fikka ye sara name or fame

Yeh mere dil tujhse divert hi nahi ho pa rha hai

Tere pyar ki nazame yeh roj gunguna rha hai

Tere hokar bhi yeh tera or hona cah rha hai

Yeh dil mera tere liye phirta mara mara hai

Mujhe dalde apni jail meh lagake jonsi aajevan ki dhara hai

Tere baare likh likh maine bhardi hai diary

Jo tujhe karden bayan na bani aise koi shayari

Tuna ho paas toh garmi meh bhi lagti hai sardi

Jaio na chod ke kario na bedardi

Sagar jaisi akhon wali yeh toh bata tera naam hai kya

Tere jaisi sundar naari maine dekhi nahi jag me

Kuch toh hogi khaas baat tujhe banane wale rab mai

Tera pyaar hi behta meri in rag rag mei

Tu hi dikhti hai mujhe ab sam mei

Mana itna good looking bhi nahi mai

Par itna bura bhi nahi hun

Mana thoda shakal se bura par mai dil ka banda bada sahi hun

Maano toh platinum warna coal bhi nahi hun

Jo karde future tumhara haseen banda mai wahin hun

Paiso se nahi par dil se bada rich hun

Jo bar-bar maangne par bhi nah mile mai hi woh wish hun

展开显示全部歌词