
在手机上保存,获得更好体验
Zulmaty Mita Gaya Paak Rooh Ha A Gya
Noor Ban ke Cha Gaya Paak Rooh ha A Gya
Rooh Apne Paak Phal Hum Mai Utare
Masah Se Bhar Rahy hain Log Saray
Barkaty Barsa Gya Paak Rooh Ha A Gya
Laboo Pe A ke Tehri Hyn Zubane
Masih Ki Paak Marzi Log Janay
Apna Hame Bana Gya Paak Rooh Ha A Gya
Gawahi Sub Ko Yasu Ki Sunaye
Ye Barkat Asmani Hum Bhe Payen
Dil Daleri Pa Gya Paak Rooh Ha A Gya