Ek Dil Ek Jaan - Sanjay Leela Bhansali
Lyricist:Sanjay Leela Bhansali
Composer:Sanjay Leela Bhansali
Ahhhhhh ahhh
Ek dil hai
Ek jaan hai
Dono tujhpe
Dono tujhpe
Qurbaan hain
Ek main hoon
Ek imaan hai
Dono tujhpe haan tujhpe
Dono tujhpe
Qurbaan hain
Ek dil hai
Aaaaaaa
Ishq bhi tu mera pyar bhi tu
Meri baat zaat jazbaat bhi tu
Parwaaz bhi tu roohesaaz bhi tu
Meri saans nabz aur hayaat bhi tu
Mera raaz bhi tu
Pukhraj bhi tu
Meri aas pyaas aur libaas bhi tu
Meri jeet bhi tu meri haar bhi tu
Mera kaaj raaj aur mizaaj bhi tu
Mere ishq ke
Har maqaam mein
Har subah mein
Har shaam mein
Ik rutba hai
Ek shaan hai
Dono tujhpe haan tujhpe
Dono tujhpe
Haan tujhpe
Dono tujhpe
Qurbaan hain
Ek dil hai
Ek jaan hai
Dono tujhpe
Dono tujhpe
Qurbaan hain
Aaaaaaaaa
Aaaaaaaaamm
Aaaaaaaaa
Aaaaaaaaa
Ehhhh
Ehhhh
Ehhhh