
时间:2012-12-18
在手机上保存,获得更好体验
Achha Lagta Hai (From"Aarakshan") - Shankar Ehsaan Loy/Mohit Chauhan/Shreya Ghoshal/Neuman Pinto
Hatak kar zulf jab tum tauliye
Se baarishe aazaad karti ho
Achcha lagta hai
Hila kar hoth jab bhi haule-haule
Guftagu ko saaz karti ho
Accha lagta hai
Hoo
Khushboo se behlao na
Seedhe point pe aao na
Aankh me aankh daal ke keh
Do Khwabon me tehlao na
Zara short me batlao naa
Seedhe point pe aao na
Seedhe point pe aao naa
Lalala
Alag ehsaas hota hai
Tumhare paas hone ka
Sarakti sarsarahat ki nadi
Me rehsmi lamhe bhigone ka
Ho ho ho
Zara sa modkar gardan jab apni hi ada pe naaz karti ho
Achha lagta hai
Ho
Lafzon se behlao na jhuthi muthi behkao na
Haathon ko haathon me leke
Woh teen shabd tapkao na
Zara short mein batlao na
Seedhe point pe aao na
Haan seedhe point pe aao na
Woh tere dhyaan ki khushboo
Main sar tak odh leta hoon
Bhatakti saans ko teri gali mein
Gungane chhod deta hoon
Oh ho ho
Tum apni khidkiyon ko kholkar jab
Bhi naye aagaaz karti ho
Accha lagta hai
Ho gali gali gali gali gali gali bhatkao na
Ghadi ghadi uljhao na
Senti ho main jaan gayi hoon
Action bhi dikhlao naa
Zara short mein batlao na
Seedhe point pe aao na
Ho seedhe point pe aao na
Ho seedhe ho seedhe
Ho seedhe point pe aao na
Lalalala