Shanivaar Raati-Arijit Singh
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Shanivaar Raati - Arijit Singh/Shalmali Kholgade

Ishq mein tere announce kar diya

Ho tere liye dil kudiyon ka bounce kar diya

Haaye ishq mein tere announce kar diya

O tere liye dil kudiyon ka bounce kar diya

Bechain sa hota jaaun

Par main ye samajh na paaun

Main jaagun mere bin tu kaise so jaati

Shanivaar raati humein neend nahi aati

Shanivaar raati humein neend nahi aati

Shanivaar raati humein neend nahi aati

Shaniwaar raati humein neend nahi aati

Main jaagun mere bin tu kaise so jaati

Ta da da da oye ta da da da oye

Shanivaar raati humein neend nahi aati

Shanivaar raati humein neend neend neend neend

11 baje se 12 baje hain

Sab so gaye mere naina tere bin hai khulle

Shaniwar raati mainu neend nahi aati

Total 1600 taare maine gin gin hai daale

Main toh jaagta hoon rehta

Jaane kaise tu so jaati

Shaniwar raati mainu neend nahi aati

Dheere dheere pyar mein tarakki ho gayi

Tere sang baat meri pakki ho gayi

O tu jo mili din mein sitaare chamke

Ladki tu mere liye lucky ho gayi

By god main kahoon

Tere saath main rahoon

Seh loon koi faasla teri doori na sahun

Tu aaye na milne toh haaye meri jaan jaati

O jaati haan jaati oye jaati oye jaati

Oye oye

Shanivar rati humein neend nahi aati

Shanivar rati humein neend nahi aati

Jaise-taise hafte ke din 6 kate

Din aaya saatva to lene laga karvate

Shaam saadhe saat baje khwahish jage

Saadhe aath hote hote dil na lage

Time waste na kar seedhe aaja tu idhar

Bada kiya intezaar ab hota na sabar

Ab thodi si bhi deri haaye meri jaan jalaati

Jalaati jalaati jalaati

Ta da daaun daun oye hoye

Shanivaar rati humein neend nahi aati

Shanivaar rati humein neend nahi aati

Main jaagun mere bin tu kaise so jaati

Shaniwar rati humein neend nahi aati

Oye oye

Neend neend neend neend

I can not sleep

展开显示全部歌词