Baarish Lete Aana-Darshan Raval

Baarish Lete Aana

歌手:Darshan Raval

时间:2018-07-18

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Baarish Lete Aana - Darshan Raval

Lyrics by:Naveen Tyagi

Composed by:Sundeep Gosswami

Aati ho toh baarish lete aana

Jee bhar ke rone ka dil karta hai

Rehti hai yeh khwahish honthon par hi

Jab bhi yeh dil mera jo bharta hai

Kuch khwaab likhe hai khaton mein

Tumko sonp doon

Iss dard ki zameen pe main

Khudko ronp doon

Waqt ki thi humse kuch naraazgi

Keh na sake hum woh baatein aaj bhi

Jinko liye hum tum ho gaye judaa

Phir bhi woh lamhein tum lete aana

Aadhe adhure se jo chhute thhe

Taare bhi woh saare lete aana

Jo humne dekha tha ki toote thhe

Kuch chal raha hai saath saath

Aur hai kuch thama

Gham beh raha hai aas paas

Aur hai kuch jama

Aati ho toh baarish lete aana

Jee bhar ke rone ka dil karta hai

Rehti hai yeh khwahish honthon par hi

Jab bhi yeh dil mera jo bharta hai

展开显示全部歌词