Chhu Kar Mere Manko (From

Chhu Kar Mere Manko (From"Yaarana")

歌手:Kishore Kumar

时间:2023-04-07

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Chhu Kar Mere Manko (From"Yaarana") - Kishore Kumar (基肖尔·库马尔)

Mmm mmm

Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara

Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara

Badla yeh mausam lage pyaara jag saara

Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara

Badla yeh mausam lage pyaara jag saara

Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara

Tu jo kahe jeevan bhar tere liye maein gaoon

Liye maein gaoon

Geet tere bolon pe likhta chala jaoon

Likhta chala jaoon

Mere geeton mein tujhe dhoonde jag saara

Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara

Badla yeh mausam lage pyaara jag saara

Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara

Aaja tera aanchal yeh pyaar se maein bhar doon

Pyaar se maein bhar doon

Khushiyaan jahan bhar ki tujhko nazar kar doon

Ujhko nazar kar doon

Tu hi mera jeevan tu hi jeene ka sahaara

Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara

Badla yeh mausam lage pyaara jag saara

Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara

展开显示全部歌词