Godzilla (Explicit)-SXNCHA

Godzilla (Explicit)

歌手:SXNCHA

时间:2023-08-12

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Pehli baat meri inspiration Weezy

Tab hi verses mere killer lagey Mafia ki meeting

Tum ni mere jaisey apni baatein nahi hain even

Sula dete ye punches inke dheeley padey defence

Shehar jaanta hai never been defeated

Nasha rap mein aur sirf labelon se dealing

Shuru se main star boy bas naam nahi hai Weeknd

Kr$na mujhe sunta aur Kahlon kehta,"He spits"

Fetus rappers mere aagey abhi ugey nahi

Muhfat hain ye thodey se

School mein ye thukey nahi

Maar-kaat gaano mein par pujari ahimsa ka

Likhta alag inke liye vishaye chinta ka

Mushqil mil paana baithun badey logo mein

Back stage mehfil baney

After party SOHO mein

Aur ab hi to zyada kuch hum ne ukhaada bhi nahi

Phir bhi milti respect

Bandey khinchaatey photoyein

Khelna noton mein tab hi Beamer aayegi

Aur in 7 saalon mein badha di maine pricing

Judge karne se pehle dekh le tu what I did

Aise hi ni kehte hain Smoke ko Punchline King

Smoke

Vair hai tab hi tak acha jab tak hood mein apne

Jutt mein ghutne bajne jhund mein bhagtey buckle chaptey hi

Likhtey jaldi mein diss bhi nakli mil ke phat-ti inki hoti jung ni

(Don't you know I'm loco?)

Woh bhi hadd se upar

Jahan pe rehta main laundey lagatey cheerey hain muh par

Kartey hum super-maneuvar

Alto 800 mein baith ke bhi lagte hain chorey superb

Pen best friend, ye gang-land (Bang Bang)

Circle chota par hai genuine

Calls ni uthata jaise lagne mere 10 bands

Grind chalni jab tak arena nahi sang karta head-bang

Dete pech kas pech kas se

Baandhne ko rakhte ded rassey

Beedi kheenche 6 bandey

Haani-karak sevan, kaide tevar, game karte major

Favor karte nahi be-mann se

Aan!

Successor par Gen-Z ke role model

Benzino bana dein buddhi se abhi bhi old Marshall

Gangsters ke hote nahi Court Martial

Jamunapaari bred San Cha, main hun GOAT partial

*****!

(Yo! Yo! Aan!)

Born in '94, I'm underground hip-hopper

Sounds of the slums, kameena mode proper

Dheeli jean, shirt I'm hustler & a poppa

Gotta feed my fam so don't give me damn nonsense

Kaunsa jo chal raha zyada kha raha nahi hai bhaav

Paisa kyun hi rokna? Par thoda pyar bhi kamao

Inhe dikhey faayde to kaydey se batiyaayein

Ye na kar payenge jo tera bhai karega

Reppin' Mohammad Pur gaon - Rama Krishna Puram

Hood underground aam yahan jurm

Khatti-meethi baatein karein

Laundey saarey chooran

Latak jaaney wali neeche

Bhasadon ko rakhein door hum

Bechun gaaney main andar karun Crore

Jaun sa uchhal raha uska banega mor

Bina kiye shor peeche de di jaayegi rod

Taang itni tootegi nahi payega jod, Aan!

Main jaise Wu-Tang

Ye karein Goo-Thang

Mic pe ye aake bas karna jaane Choo-Chaain

Kaafi log asli sound se door hain

Chalo peeche mere kaafi chhodey maine Blueprint

展开显示全部歌词