Yaaron Aisa Hai-Salim Merchant
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Yaaron Aisa Hai - Salim Merchant (萨利姆·梅爾占特)/Sachin Jigar/Jigar Saraiya

Written by:C.S. Babu/Sameer Anja

Hum kabhi

Hum na haarengey

Hum sabhi

Gum ko maarenge

Aankhon mein sapne hai

Sapnon mein aashayein hai

Aashayein kehti hai

Kaaton mein gul aaye hai

Khilke woh muskaaye hai

Yaaron aisa hai apna yaraana

Saath hi jeena hai

Saath hai mur jana

Hur mushkil se hai

Ab toh tukrana

Jo socha hai woh humko hai pana

Aaye andheron ki duniya se

Hum ujaalon mein

Humne banayi apni jannat

Apne khyaalon se

Ho chaand taaron ko kisi din

Hum yahan le aayengey

Ho dhundhli dhundhli raah mein

Noor ban jayengey

Yaaron aisa hai apna yaraana

Yaraana

Saath hi jeena hai

Saath hai mur jana

Mur jana

Hum toh aise parindey joh

Naa roke apni udaanon ko

Hum toh aise jhuka dengey

Dharti pe aasmaanon ko

Ab toh aagey hi badega

Hur kadam apna

Ho door kitni bhi ho manzil

Ab na hai thakna

Aankhon mein sapne hai

Sapnon mein aashayein hai

Aashayein kehti hai

Kaaton mein gul aaye hai

Khilke woh muskaaye hai

Yaaron aisa hai apna yaraana

Saath hi jeena hai

Saath hai mur jana

Hur mushkil se hai

Ab toh tukrana

Tukrana

Jo socha hai woh humko hai pana

Yaaron aisa hai apna yaraana

Saath hi jeena hai

Saath hai mur jana

Hur mushkil se hai

Ab toh tukrana

Jo socha hai woh humko hai pana

展开显示全部歌词