
在手机上保存,获得更好体验
Honthon pe naam hai thehra tera
Neendon pe rehta hai pehra tera
Jab se bani re bani tu meri
Premika aa aa premika aa aa
Premika aa aa premika
Sooraj nikalta hai tere liye
Chanda mein dikhta hai chehra tera
Jab se bani re bani tu meri
Premika aa aa premika aa aa
Premika aa aa premika aa aa
Premika aa aa premika aa aa premika
Main teri premika
Dil ke shehar ka musafir hai tu
Neendein churane mein maahir hai tu
Dikhta hai thoda tapori magar
Jeans jacket mein shayar hai tu
Lover boy macho man
You're my babu I'm your jaan
X2
Dil ke shehar ka musafir hai tu
Neendein churane mein maahir hai tu
Dikhta hai thoda tapori magar
Jeans jacket mein shayar hai tu
Bas tere haan karne ki der hai
Taiyaar hai sar pe sehra mera
Jabse bani jaan-e-mann tu meri
Premika aa aa premika aa aa
Premika aa aa premika
Sooraj nikalta hai tere liye
Chanda mein dikhta hai chehra tera
Haan bani re bani main teri
Premika aa aa premika aa aa
Premika aa aa premika aa aa
Premika aa aa premika aa aa premika
Main teri Premika