Bhool Gaya Sub Kuchh (From

Bhool Gaya Sub Kuchh (From"Julie")

时间:1975-04-18

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Bhool Gaya Sub Kuchh (From"Julie") - Lata Mangeshkar/Kishore Kumar

Lyrics by:Anand Bakshi

Composed by:Rajesh Roshan

Bhool gaya sab kuchh hmm

Bhool gaya sab kuchh

Yaad nahin ab kuchh

O ho hmm

Hey hey ek yehi baat na bhooli

Julie aa

I love you aa

Bhool gayi sab kuchh

Yaad nahin ab kuchh

O ho hmm

O ho ek yehi baat na bhooli

Julie aa

Julie loves you

Aa

Itna bhi door mat jao

Ke paas aana mushkil ho

Ho itna bhi paas mat aao

Ke door jana mushkil ho

Jaane bhi do kaha maano mera

Aisa laga badan chhu ke tera

Koi chingari chhu li

Julie aa

I love you aa

Aisa na ho tadap-tadap ke

Yeh pyaar pyasa mar jaaye

Ho aisa na ho hum dono ko

Yeh shaam ruswa kar jaaye

Achhaa to main yeh zid chhod doon bolo

Acchha main yeh kasam tod doon bolo

Baat hai yeh maamooli

Julie aa

Julie loves you aa

Bhool gaya sab kuchh hmm

Bhool gaya sab kuchh

Yaad nahin ab kuchh

O ho hmm

Hey hey ek yehi baat na bhooli

Julie aa

I love you aa

Hmm o

Hmm hmm

Ah hmm

展开显示全部歌词