
时间:2012-07-16
在手机上保存,获得更好体验
Aabroo - Sneha Khanwalkar
Hum zehar se bhare un bichchuon mein pale
Arre tu hamein kaatne ki sazaa paayega
Arre Aabroo ki kasam cheer denge tujhe
Dum kate saanp sa
Dum kate saanp sa bilbila jaayega
Dum kate saanp sa bilbila jaayega
Aabroo ke jaane Draupadi ki kasam
Kaurwon ki sabha mein jo aa jaayega
Arre dhushasan hain hum kheench lenge tujhe
Aabroo jo bachi hai lutaa jaayega
Aabroo jo bachi hai lutaa jaayega
Aabroo jo bachi hai lutaa jaayega
Aabroo ki kahin aaj sunle abhi
Aabroo ki kahin aaj sunle abhi
Choli lehnga pehan ke kahan jayega
Choli lehnga pehan ke kahan jayega
Choli lehnga pehan ke kahan jayega
Jo har ik chhedh mein goliyaan jo padi
Jo har ik chhedh mein goliyaan jo padi
To har ik chhedh bansi bajaa jaayega
To har ik chhedh bansi bajaa jaayega
Chhedon chhedon chhedon
Chhedon chhedon chhedon
Oh chhedon ke khuda meri sun to zara
Oh chhedon ke khuda meri sun to zara
Beech baazar mein tu to aa jaayega
Le aa gaya beech baazar mein ab bol
Yo ruk saand ban ke nache
Saand ban ke nachega sare aam tu
Bhand ban ke mohalle pe chhaa jaayega
Bhand ban ke mohalle pe chhaa jaayega
Bhand ban ke mohalle pe chhaa jaayega
Bhand ban ke mohalle pe chhaa jaayega
Hum to duryodhan ke poot
Saath mein ravan ke chele
Tu to bhari pootna soopnakha ki godon mein khele
Hum to aise hain chandaal cheer ke kutta khate hain
Hum to aise teerandaj aadami ain chabaate hain
Hum to Shakuni hain
Hum Kansraj hain kulta shulta neech
Hum to narbhakshi hain
Gaaye bhains ka chaara kha lein kheench
Arre hum maar tamncha
Bail pe nikle rail bech aaye
Arre hum cricket ka balla chhodo
Hum khel bech aayein
Haaji maula haaji maula haaji maula
Haaji maula haaji maula haaji maula
Haaji maula haaji maula haaji maula
Haaji maula haaji maula haaji maula
Haaji maula haaji maula haaji maula
Haaji maula haaji maula haaji maula