Gumsum si rehti hai tu
Kuchh keh de mujhe tu zara
Samajhna jo chahu tumhe
kaise samjhu main bhala
Main deewana
Main deewana
Main deewana tera...
Main deewana
Main deewana
Main deewana tera...
Aankhein teri shabnami
Gulabi hai chehra tera
Tu pariyon si lagti mujhe
Jannato sa lage ye jaha
Main deewana
Main deewana
Main deewana tera...
Main deewana
Main deewana
Main deewana tera...
Milna jo chahun tumhe, kyu mil na tujhe paun main
Tu dikhti hai aksar mujhe, jab tanha rahoon raaton me
Milna jo chahun tumhe, kyu mil na tujhe paun main
Tu dikhti hai aksar mujhe, jab tanha rahoon raaton me
Tum rahogi meri har janam
Tumse kehta rahono main o sanam
Main deewana
Main deewana
Main deewana tera...
Main deewana
Main deewana
Main deewana tera...